Garib Awam
Assalamualaikum to all
Garib hone ka ye matlib nhi ky ap qanoon ko torein qanoon ki pasdari na krein. Garib hone ka ye matlab nahi ky ap awam ko tang krein akher kb tak ham isi trha chlty rahein gein.? aakhir kab tak ham logo ko tang karte rahen gein? aakhir kab ham qanoon ki pasdari krein gein? akher kab tak ham jhot bolty rahein gey? akher kab tak ham qanoon key mutabiq chalein gein? sab kuch Govt ny tehk nhi krna hota.hmara bhi farz bnta hy key ham bhi pakistan ky qanoon par amal krein. Ham badly gein to badly ga pakistan.
Watch this video

No comments:
Post a Comment